Mustansar Hussain Tarar was born 1 st March 1939 in District Mandi Bahauddin, Punjab, Pakistan and currently lives in Lahore. He is a famous Pakistani author, actor, former radio show host, and compere. His father name is Rehmat Khan Tarar. Tarar first book name is Nikley Teri Talaash Main, and latest book name is Tarar Naama. In this page you will find and read Mustansar Hussain Tarar biography and life history in Urdu and Hindi.
Biodata:
Biography:
Mustansar Hussain Tarar 1st March 1939 in district Mandi Bahauddin, Punjab, Pakistan mein peda howe. Es waqt woh Lahore mein rehaesh pazeer hein. In ke walid ka naam Rehmat Khan Tarar. Tarar mash-hor adeeb, Noval nigar, saiyah, kalum naves aur TV compare hein. 18 saal ki umer mein textile engineer bane Lahore gae aur Nottingham technical collage se FA ka diploma kiya magar adbiyat engineer per ghalib aa gai.1958 mein Russia ka safar kiya jis ka hal haft-roza “Kandil” mein Moscow se Tashkent tak ke anwan se shaya howa.
Sayara digest mein safar nama “Niklay Teri Talash Mein” chapne se Mustansar Hussain Tarar maqbol hote gae.
1967 mein television per pehli bar nazer aaey. Ashfaq ka “Hairat Kadah”, “Ek Mohabbat So Afsanay”, Anwar Sajjad ka “Suraj Ko Zara Dekh”, Ahmad Nadeem Qasmi ka “Ek Chehra Kai Chehre”, Safdar Muneer ka “Aakhir Shab” aur Riaz Batalvi ki series “Ek Haqeeqat Aik Fasana” mashhor serials aur drame hein. Ba-hesiyat drama writer Mustansar Hussain Tarar ne 1974 mein pehla drama “Adhi Raat Ka Suraj” likha mazeed mash-hor dramo mein “Hazaron Raaste”, “Chanan te Darya” aur “Fareb” khas tor per qabel-e-zikar hein. Aehum tasanif mein, Andalas Ke Ajnabi, Nanga Parbat, K2 Kahani, Hunza Dastan aur Pyar Ka Pehla Safar qabil-e-zikar hai.
Mustansar Hussain Tarar Novels List:
• Undlas Mein Ajnabi
• Niklay Teri Talash Mein
• Chitral Dastan
• Yaak Saraaye
• Hunza Dastan
• Shahpar
• Kalash
• Bahao
• Putli Packing Ki
• Yak Saraye
• Siyah Aankh Mein Tasveer
• K2 Kahani
• Des Huwe Pardes
• Dakia Aur Jolaha
• Pyar ka Pehla Shehar
• Be Ezzati Kharab
• Nanga Parbat
• Shamshaal Bemisaal
• Kas-o-Kashak Zmane
Mustansar Hussain Tarar Books List:
• New York k Sao Rang
• Ratti Gali
• Nepal Nagri
• Sunehri Ullu Ka Shehar
• Alaska Highway
• Ullo Hamare Bhai Hain
• Ghar-e-Hira Mein Aik Raat
• Qila Jangi
• Parinday
• Barfeeli Bulandiyan
• Bayezti Khrab
• Moscow ki Sufaid Raatein
• Qurbat-e-Marg Mein Muhabbat
• Des Huwe Pardes
• Safar Shumal kay
• Shamshaal Bemisaal (Safarnama)
Mustansar Hussain Tarar Drama List:
• Hazaron Raastey
• Parinda
• Shehpar
• Sooraj Ke Sath Sath
• Kelash
• Freb
• Seyah Raat Main, Pakhtoon,Balochi,Sindhi Aur Punjabi Roshan Charagh
• Manto Sahib Aur Tehreek-E-Pakistan Kay Ghaply
• Ek Bhairh Ka Iqbali Byan
• Qila Lahore Aur Loh Kay Mandir Main Manter
• Ian Botham Ke Sas Aur Pakistan
• Islamabad Kay Khambon Say Latky Howay Adeeb
• Siachen Kay Shahedun Kaleye Qumi Parcham Kab Sarnaghun Ho ga…?